Besan
1 Cup Red Chilli Powder
1 Tea Spoon Salt
To Taste Coriender Leaves Chopped
2 Tea Spoon Mint Leaves Chopped
1 Tea Spoon Ajwaaien
½ Tea Spoon Ginger Galic Paste
1 Tea Spoon Crushed Red Chillie
1 Tea Spoon Oil
For Deep Frying
Bread Filling Ingredients
Bread Slices
12 Slices Cheese Slices
8 Pieces Chicken Ka Qeema Boiled
1 Cup Black Pepper
1/2 Tea Spoon Salt
To Taste Shimla Mirch Finally Chopped
1 Onion 1 Small Piece Finaly Chopped
1 Piece Mayonese
½ Cup Tomato Ketchup
1/4th Cup
Method
Chicken Ke Boiled Qeeme Main Black Pepper, Tomato Ketchp,Salt Shimla Mirch Onion Aur Mayonese Mix Kar Ke Aik Thick Paste Bana Lain. Aur Is Paste Ko Aik Slice Par Apply Kar Ke Oopar Se Aik Cheese Slice Rakh Dain. Iske Baad Doosra Slice Is Par Rakh Kar Isko Cover Kar Dain.
Besan Main Tamaam Ingredients Daal Kar Thora Paste Bana Lain.. Ache Se Mix Kar Lain.
Phir Is Main Bread Slices Ka Jo Set Taiyaar Kia Hai Filling Kar Ke ..Usko One By One Dip Kar Ke, Garam Oil Main Sath Sath Deep Fry Karte Jaayain. Jab Golden Aur Khasta Ho Jaayian Toh Oil Main Se Nikaal Kar Is Ko Darmyaan Main Se Cut Kar Ke 2 Pieces Bana Lain. Isko Hara Dhaniya Aur Podina Ki Chatni , Ketchup Aur Mayonese Ke Sath Serve Karain.
No comments:
Post a Comment